Bethesda Church Hyderabad

Neele Aasmaan Ke Paar

Neele aasman ke paar jayenge,
mera Yeshu rahta vaha’n
Ham milenge, badalo’n par,
Dekhenga saara jaha’n

Uska koi bhi wada, na hoga adhura
har ek wada uska, hota hei pura
Uska koi bhi wada
Uske aane ka wada, bhi hoga pura,
dekhega saara jaha’n
Ham milenge….

Yeh vishwas hei mera, jo hoga pura
sapna ye mera na, rahega adhura
Yeh vishwas hei mera
Uske sung ham rahenge,apne Yeshu ke
dekhega saara jaha’n
Ham milenge…

To be updated soon